feat0

Another Post with Everything In It

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetuer adipiscing elit. Curabitur quam augue, vehicula quis, tincidunt vel, varius vitae, nulla. Sed convallis orci. Duis libero orci, pretium a, convallis quis, pellentesque a, dolor. Curabitur vitae nisi non dolor vestibulum consequat.

Read More
feat2

A Post With Everything In It

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetuer adipiscing elit. Curabitur quam augue, vehicula quis, tincidunt vel, varius vitae, nulla. Sed convallis orci. Duis libero orci, pretium a, convallis quis, pellentesque a, dolor. Curabitur vitae nisi non dolor vestibulum consequat.

Read More
feat3

Quotes Time!

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetuer adipiscing elit. Curabitur quam augue, vehicula quis, tincidunt vel, varius vitae, nulla. Sed convallis orci. Duis libero orci, pretium a, convallis quis, pellentesque a, dolor. Curabitur vitae nisi non dolor vestibulum consequat. Proin vestibulum. Ut ligula. Nullam sed dolor id odio volutpat pulvinar. Integer a leo. In et eros

Read More
feat4

Another Text-Only Post

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetuer adipiscing elit. Sed eleifend urna eu sapien. Quisque posuere nunc eu massa. Praesent bibendum lorem non leo. Morbi volutpat, urna eu fermentum rutrum, ligula lacus interdum mauris, ac pulvinar libero pede a enim. Etiam commodo malesuada ante. Donec nec ligula. Curabitur mollis semper diam.

Read More
feat5

A Simple Post with Text

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetuer adipiscing elit. Sed eleifend urna eu sapien. Quisque posuere nunc eu massa. Praesent bibendum lorem non leo. Morbi volutpat, urna eu fermentum rutrum, ligula lacus interdum mauris, ac pulvinar libero pede a enim. Etiam commodo malesuada ante. Donec nec ligula. Curabitur mollis semper diam.

Read More

Dar Asafalta ki taraf le jati hai

Posted by . | | Category: |

motivation sayri

~¤~
कोशिशों  के  बावजूद हो  जाती  है  कभी  हार ...
होके निराश  मत  बैठना मन  को  अपने  मार ...
बड़ते  रहना  आगे  सदा हो  जैसा  भी  मौसम ...
पा लेती है मंजिल  चींटी  भी गिर  गिर  के  हर  बार

ऐसा  नहीं  की  राह  में  रहमत  नहीं  रही ,
पैरो  को  तेरे  चलने  की  आदत  नहीं  रही ,
कश्ती  है  तो  किनारा  नहीं  है ,
दूरअगर  तेरे  इरादों  में  बुलंदी बनी  रही॥

~¤~
मुश्किलों  से  भाग  जाना  आसन  होता  है ,
हर  पहलु  ज़िन्दगी  का  इम्तिहान  होता  है ,
डरने  वालो  को  मिलता  नहीं  कुछ  ज़िन्दगी  में ,
लड़ने  वालो  के  कदमो  में  जहाँ   होता  है॥

~¤~
बुलबुल  के  परो  में  बाज़  नहीं  होते ,
कमजोर  और  बुजदिलो  के  हाथो  में 
राज  नहीं  होते ,
जिन्हें  पड़ जाती  है  झुक  कर 
चलने  की  आदत ,
दोस्तों  उन  सिरों  पर  कभी  ताज  नहीं  होते॥

~¤~
हर  पल  पे  तेरा  ही  नाम  होगा ,
तेरे  हर  कदम  पे  दुनिया  का  सलाम  होगा ,
मुशिकिलो  का  सामना  हिम्मत  से  करना ,
देखना  एक  दिन  वक़्त  भी  तेरा  गुलाम  होगा॥

~¤~
Sangharsh Mein Aadmi Akela Hota Hai,
Safalta Mein Duniya Uske Saath Hoti Hai,
Jis-Jis Per Ye Jag Hasa Hai,
Usi Usi Ne Itihaas Rachi Hai.

~¤~
Hawa Mein Taash Ka Ghar Nahi Bante,
Rone Se Bigda Muqadar Nahi Bante,
Duniya Jitne Ka Hosla Rakh -e- Dost,
Ek Jeet Se Koi Sikandar Nahi Bante.

~¤~
ताश के पत्तों से महल नहीं बनता,
नदी को रोकने से समंदर नहीं बनता,
बढ़ाते रहो जिंदगी में हर पल,
क्यूंकि एक जीत से कोई सिकंदर नहीं बनत

~¤~
Dukh-sukh ki dhoop-chaanv se aage nikal gaye,
Hum khwaishon ke gaavn se aage nikal gaye,
Toofaan samajhta tha ke hum doob jaaenge,
Aandhi mein hum hawaaon se aage nikal gaye.

~¤~
Mushkilo Se Bhag Jana Asan Hota Hai,
Har Pehlu Zindagi Ka Imthian Hota Hai,
Darne Walo Ko Milta Nahi Kuch Zindagi Me,
Ladne Walo K Kadmo Me Jahan Hota Hai.

~¤~
Mushkil is duniya me kuch bhi nahi,
Phir bhi log apne irade tod dete hai,
Agar sache dil se ho chahat kuch pane ki,
To sitare bhi apne jagah chod dete hai.

~¤~
Jo na pura ho use armaan kehte hai,
Jo na badle use imaan kehte hai,
Jindagi pyasi bhale hi bhit jaye,
Par jo nahi jhukta use insaan kehte hai.

~¤~
Likh Sakte Kisi ki Taqdeer Agar,
Aapki Taqdeer Mein har Khusi Likh Dete Hum,
Jo Mod Kamyabi Dilyae Aapko,
Har Lakir ko Uss taraf Mod Dete Hum.

~¤~
Has kar jeena dastur hai jindagi ka,
Ek yahi kissa mashur hai jindagi ka,
Beete hue pal kabhi laut kar nahi ate,
Yahi sabse badha kasur hai jindagi ka.

~¤~
Har jalte Deepak tale andhera hota hai,
Har raat ke piche ek savera hota,
Log darr jate h musibat ko dekhkar,
Har musibat ke piche such ka savera hota hai.

~¤~
Duniya ka har shoq pala nahi jata,
Kaanch ke khilono ko unchala nahi jata,
Mehnat karne se ho jati h mushqile assan,
Kyunki har kaam taqdir par taala nahi jata.

~¤~
Apne jism ko mat sanwaro,
Use to ek din mitti me mil jana hai,
Sanwarna hai to apni Rooh ko sanwaro,
Kyuki use to Khuda ke pas jana hai.

~¤~
Kyu sochte ho ki kuch bhi acha nahi hota,
Such to ye h ki jaisa chaho vaisa nahi hota,
Koi app ka sath de na de par kabhi gum na karna,
Khud se bada duniya me koi humsafar nai hota.

~¤~
Maa-Baap ko kabhi na chor ke jana dosto,
Rukh badalte dekha hai humne hawaon ka,
Zindagi bhar koi saath nahi deta,
Sath Asar rehta hai to bas Maa-Baap ki duaon ka.

~¤~
Kam Karo Asia ki pahchan ban jaye,
chalo aise ki Nisan ban jaye,
zindgi to her koi kat leta hai dosto,
jiyo is kadar ki misal ban jaye.

~¤~
हुकुमत वो ही करता है
जिसका दिलो पर राज हो!!
वरना यूँ तो गली के मुर्गो के
सर पे भी ताज होता है!!

~¤~
Ek alag si pehchaan banane ki aadat hai humein,
Zakhm ho jitna gehra utna muskurane ki aadat hai humein,
Sab kuch luta dete hai dosti mein,
Kyunki dosti nibhaane ki aadat hai humein.

~¤~
Ho k Mayoos na u shaam sa Dhalte Rahiye,
Zindagi bhor hai suraj sa nikalte Rahiye,
Ek hi paon pe Thaharoge to thak jaoge
Dhire-Dhire hi sahi Raah pe chalte Rahiye.

~¤~
Samne ho manzil to raaste na morna,
Jo bhi mann mein ho wo sapna na todna,
Kadam kadam pe milegi mushkil aapko,
Bas sitare chun-ne ke liye kabhi zameen mat chodna.

~¤~
jo Kuch kar kay dikha diya
wo bohut kam hain,
Is jahan main jeetnay walay
muqaam bohut hain,
Mukammal shakhs wahi hi
jo duniya ko badal dalay,
Waise to Roz mar mitney walay
naam bohut hain.

~¤~
Nazar Ko Badlo...
To Nazare Badal Jate Hai,
Soch Ko Badlo...
To sitare Badal Jate Hai,
Kashtiya Badal ne ki jarurat nahi,
Disha Ko Badlo to Kinare Khud-b-Khud badal jate hai.

~¤~
Hosley buland kar k raaston par chal de,
Tujhe tera mukaam mil jayega,
Akela tu pehel chal k dekh,
Kaafila khud bann jayega,

~¤~
Maysoos hokar umeedon ka daman na chhod,
Varna khuda naraz ho jayega,
Thokron se na tu ghabra,
Har padaav par apne aap ko aur mazboot payega,

~¤~
Na kamyabi ki dhund se na ghabrana,
Kaamyabi ka suraj teri takdeer roshan kar jayega,
Laksh k taraf tu badta chal,
Jald he tujhe Manjil Nazar Aayegi.
~¤~
Hawaon se keh do,
Apni Aukaat mein Rahe
Hum Pairo se Nahi
Hoslo Se Uda Karte Hain.,

~¤~
Sapne Nahi Toota Karte Sath Nahi Rahne Se,
Rishte Nahi Tuta Karte Waqt Ki Dhundh Se,
Log kahte hi Mera Sapna Toot Gaya,
Tooti Neend Hi Sapne Nahi Tuta Karte.

~¤~
Nigaho Mein Manzil hawao mein Ranjis thi,
gire aur gir kar sambhalte rahe,
Hawao ne bahut koshish ki,
magar chirag aandhiyo mein bhi jalte rahe.

~¤~
Tu jo Chahe Abre Rehmat Teri
Chokhat Pe Barasti Nazar Aye,
Har Lamha Teri Taqdir
Sawarti nazar Aye,
Bin Mange Tujhe Mile Tu Jo Chahe,
Dua Khud Tere Hathon Ko Tarasti Nazar Aye,

~¤~
Manzil unhi ko milti hai
Jinke sapno me jaan hoti hai,
Pankh se kuchh nahi hota,
Hauslon se udaan hoti hai

~¤~
Raaho me kaante ek do nahi hote,
raah kaanton se bhari hoti hai,
manzil us raah ke akhiri chor par khadi hoti hai,
jahan har kadam par milti ek nayi chout hai,
dekh use jinke hounsle dagmagaate hai,
manzil ko bhula kaanton mein ulajh jaate hai,
jinki nigaah manzil par hoti hai vo,
kaanton pe hi chalkar manzil ko pa lete hain.

~¤~
Aaj Baadlo Ne Fir Sajish Ki,
Jaha Mera Gar Tha Wahi Baarish ki,
Aagar Falaq Ko Zid Hai Bijliya Girane Ki,
To Hame BHi Zid Hai Wahi Par Aashiya Banane Ki--

~¤~
Na Puchho Ke Meri Manjil Kaha Hai,
Abhi To Safar Ka Irada Kiya Hai,
Na Haroonga Hosla Umar Bhar,
Ye Mene Kisi se nahi khud se vadha kiya hai---

~¤~
Kissa vo likho jo mashhur ho jay,
Dost vo na banao jo door ho jay,
Mohabbat na karna jindgi main,
Kuch essa kar jao ke log  Tumse
mohhabat karne ko majburho jay. . .

~¤~
Zindgi Zakhmo Se Bhari Hai,
Waqt Ko Malham Banana Sikh Lo,
Harna To Hai Maut Ke Samne,
Filhal Zindgi Se Jitna Sikh Lo.

~¤~
Yeh mat soch ki zimdagi mein kitne pal hain,
Yeh soch ki har pal mein kitni zindagi hai.

~¤~
Zindagi me sada haste rahon,
Hasna jindagi ki jarurat hai,
Jindagi jiyo to is andaj me.
Ki Aap ko dekhkar sabko lage,
ki Jindagi kitni khobsoorat hai.

~¤~
Zindgi Naam Hai Manzil Ki Taraf Jane Ka,
Zindgi Nam Hai Masti Mein Sada Gane Ka,
Mout Aaram Se So Jane Ki Badnami Hai,
Zindgi Naam Hai Toofano Se Takrane Ka.

_______________________________________

Jeet ki khatir bas junoon chahiye,
Jisme Ubaal ho aisa khoon chahiye,
Yeh asmaan bhi aayega zameen par,
Bas iraadon me jeet ki goonj chahiye. _______________________________________

Zindagi ki asli udaan abhi baaki hai, Zindagi ke kai imtihann abhi baaki hai, Abhi to napi hai muthi bhar zameen, abhi saara aasman baaki hai. _______________________________________

Tmmannaoo ke aasmaan me sar utha kar to dekho ,
Kabhi apni soch ko azmakar to dekho ,
Badal jaayegi har taqdeer banane se pahele,
Kabhi khud ko azmakar to Dekho

_______________________________________ Ishwar ka diya kabhi "ALP" Nahi Hota,
Jo beech Me Tut Jaaye Wo "SANKALP" Nahi Hota,
Haar ko Laakshya Se Dur Hi Rakhna,
Kyunki Jeet Ka Koi "VIKALP" Nahi Hota

_______________________________________ Jo safar ikhtiyar karte hai,
Wahi manjilo ko par karte hai,
Bas ek bar chalne ka hausla rakho mere dost,
Aise musafiro ka to
raaste bhi intejaar kartehai. _______________________________________ Zindagi kaatne se behtarhai
zindagi jina sikho,
Zindagi jeeni hai to mera yeh
paigam likho,
Duniya tumhare kadmo mein hogi
Bas mere dosto sikandar ki tarah sochna sikho.

_______________________________________ Jag me jab tu aaya tha,
Jag hasaa tu roya tha,
Karni kuch aisi kar ja,
jag roye aur tu hasta ja.

_______________________________________ Apni jameen apna aakash paida kar,
Apne karmon se naya itihaas paida kar,
Mangne se manjil nahi milti ai dost,
Apne har kadam pe naya viashwas paida kar

_______________________________________ Jindgi Har Kadam Par Ek Naya Mukam Deti Hai,
Musibat Me Gir Kar Sambhalna
Phir Honslo Ka Intihan Leti Hai,
Jo Bhawar Ko Chir Kar Nikalte Hai,
Ye Duniya Phir Unko Salam Karti Hai _______________________________________ Muskilen Dil ki Irade Aazmati hain,
Thokare Insan ko chalna sikhati Hai,
Girke Mat Harna Tum u he
Q ki Thokren Hamesa kamyabi se pahle aati Hai. _______________________________________ Rone se taqdir badalti nahi,
Waqt se pahle raat dalti nahi.
Dusaron ki KAMYABI lagti hai aasan,
Magar KAMYABI raste mein padi milti nahi.

Agar mil bhi jaye KAMYABI aasani se agar,
To assi KAMYABI kabhi pachati nahi,
Agar KAMYABI chahiye to paani mein aag lagani padegi,
Magar ye bhi such hai ki paani mein aag aasani se lagti nahi. _______________________________________ Kare koshish agar insaan to kya kya nahi milta,
Vo sar utha ke to dekhe jise rasta nahi milta,
Bhale hi dhoop ho kaate ho raho me bas chalte rahiye ,
Q ki kisi payase ko ghar baithe dariya nahi milta.

Currently have 0 comment plz:


Leave a Reply

© 2010 www.achhiblog.blogspot.in |Blogger Author BloggerTheme
powered by Blogger | WordPress by camelgraph | Converted by BloggerTheme.