Home » All posts
har baat bayan kar deti hai meri mushkurati aankhe!
Bachcho se peyar karne ki khas wajah keya hai !?
Hazoor
(Sallallaho alaihi wasallam )
farmate hai,
Mujhay Bachon ki
5 aadatein pasand hain.
1
Woh ro kar mangtey hain
or apni baat
munwa letey hain.
( ye aadut is baat ki daleel hai kApni shaan ko Apno k samne jhukane se Saan buland hota hai).
2
Woh metti sey khelty hain
(yani guroor ko khak mey milatey hain).
3
Jhagartey hain
phir sulah kar lety hain
(yani dil mey hasad bughaz or keena nahi rakhtey).
4
mil jul kar khatey hain or khilatey hain
(zeyada jama karney ki hiras nahi karty).
5
Mitti sey ghar banatey hain
or khel kar gira detey hain
(yani yeh batate hain k yeh dunya Fani hai).
www.achhiblog.blogspot.in
Jisne Tujhe Tere AIB Bataye Agar Tujhe AQAL Ho To Beshak Usne Tujh Par EHSAAN Ki INTEHA Kardi.
Sharam ki Kashish,
Husan se
zeyada hoti hai.
Aisi Gurbat par sabar karna
jis mai Izzat Mehfooz ho,
Us Ameeri se behtar hai
jis mai zillat or ruswai ho.
Qudrati Haya Rooh tak
khubdurat bana deti hai,
or mekup aam tor pe
Hawas k liye
lagaya ata hai,
jiski Nafa aur nuksan
dono he
Hawas k manind hai.
Thursday 10th March 2016
MD Mazhar Nesar
www.achhiblog.blogspot.in
No. Name Mobile Number
001. Vandana 9826250194
002. Kalpana 9753032119
003. Abhishek 9302168020
004. Lekhraj 9826076153
005. Shailendra 9302101448
006. Vinit 9893433699
007. ruchit 9755489744
008. Gagan 9806551000
009. Deepak 7415114565
010. Hitesh 9826870106
011. Pankaj 9425311835
012. Rajendra 9893125347
013. Akib 7828457458
014. Santosh 9826027099
015. Ankur 9893091616
016. Deepak 9425998800
017. Ram 9826029555
018. Sharad 9827046962
019. Shalin 9977788877
020. SBathle 8818901100
021. Dr. Atul 9302110256
022. Abhishek 9977600260
023. Himanshu 9827676076
024. Gaurav 9977282200
025. Amit 9893033318
026. Saurabh 9755724677
027. Shivendra 9425968449
028. Mukesh 9893003600
029. Manoj 9827523069
030. Jayesh 9753333339
031. Anuj 9826470102
032. yogendra yadav 8965961098
033. Akashay 9425318303
034. Kailsh 9301330009
035. Gaurav 9826980402
036. Vakar 8982019567
037. Sachin 9826068321
03. 8Pramod 9826012625
039. Satyanshu 9826168996
040. Alok 8103108325
041. Rahul 9200326251
042. harsh shah 9009253000
043. Amit 9993102004
044. Bhushan 9755097212
045. Ashok 9406600700
046. Rahul 9009572253
047. Pankaj 9977051214
048. Girish 9826030080
049. Indira 9300774839
050. Ghanshyam 9826920423
051. Sahil 9009744844
052. Tushar09981159138
053. Aadil9827444993
054. Dr. Priyanka9752051140
055. Arvind 9826800119
056. Jawahar9425317069
057. Tarun9926460712
058. Varun7828011774
059. Meena9425938728
060. Meghraj9303226440
061. Radheshyam9827231494
062. Reema9977250887
063. Girish Sadashiv Sharma9589837251
064. Babita9981111484
065. Ajit8889000010
066. Ayushi9039534835
067. Rajat9039698214
068. Narendra7828535415
069. Ajay9893777299
070. Atul9329791500
071. Bharat9893053844
072. Rajnish9993369130
073. Krishna9826221631
074. Pawan9893089111
075. Rahul9755722797
076. Gaurav9302104902
077. Manish9424515562
078. Shishir9827383838
079. Karan9009573142
080. Ashish9098053143
081. Pal9302846306
082. Adarsh9752722448
083. Anand9039090251
084. Yogesh9770066222
085. Ankit9977326135
086. Umashankar9179137849
087. Vinod9827094016
088. Rajat9201444446
089. Kalpana9229135174
090. Ghanshyam9993609800
091. shailesh8085134923
092. Sheet9826575567
093. Vikas9425014008
094. Anuraj9907069616
095. Surendra9827210873
096. Mohan9893860350
097. Ismit9301346522
098. MJ Motiramani9425078214
099. Vikas 9406628436
100. Krishna9826328384
101. Pradeep9425496649
102. Vinod9425052565
103. Vishal9893123731
104. Abhay7566689864
105. Cundan9893127773
106. Piyush8103777779
107. Padam9826026499
108. Roshni9301280244
109. Sandeep 9893495639
110. Vipin9098777435
111. Piyush 9977776532
112. KD Venkatraman9993094161
113. Brijendra9926899501
114. Harshdeep8982419965
115. Manoj8889616161
116. Neelima7898938989
117. Ashok9926109653
118. Kaladhar9826690069
119. Anshul9425052665
120. Rajendra9826027751
121. Qutbuddin9752745262
122. Dr. Sharad9893242466
123. Tarun Lashkari8103868334
124. Shailesh9826362023
125. Shailendra9300860009
126. Rahul9977839853
127. Shyam9424007788
128. Sundip07314201826
129. Anoop9301326803
130. Pravesh9630229664
131. Firoz9302102629
132. Mayank9826056867
133. Shyamal9893078148
134. Vinod8966866866
135. Pravina8602469196
136. Kayum9303223308
137. Sanjay8818888900
138. Vishnu9302107560
139. Banerji9424888798
140. Manish9046892003
141. Satish9826011811
142. Abhishek9229934444
143. Purshotham9754644095
144. Arun9827718499
145. Aamir8656823023
146. Manish8100636807
147. Satish9893283802
148. Dharmendra8109466445
149. Md Mazhar 9852614900
150. Bablesh 8889402221
151. Rakesh9425077008
152. BN Mukharjee9826212369
153. Tribhuvan9644329955
154. Deepika9425491772
155. Rajkumar9826064446
156. Rupesh9425320620
157. Rohit9893299991
158. Nadeail9827223632
159. VG Patil9977044847
160. Milan8989838989
161. Ajay9826013633
162. Bhupendra9993143173
163. Khushboo9425431099
164. Ruchi9425104849
165. Neeraj9300038070
166. Palak9767721118
167. Naushad9826548346
168. Vishal7389707249
169. Amit9321704999
170. Rahul9826092092
171. Rajan8103324242
172. Anthony9826028297
173. Nasir9893010054
174. Parvinder9302467921
175. Ram9827329920
176. Atul9425079105
177. Rishi9893152428
178. Sumit9425057962
179. Anchal9926930996
180. Arvind9039357000
181. Pushpa9425954606
182. Surendra9993703363
183. Vaibhav9826022143
184. Maya9302102923
185. Dr. Arun9425063126
186. Mayank9826044508
187. Praveen9827042045
188. Gopal9893025773
189. Ankur9098023172
190. Hitesh9302416166
191. Prabu9442818212
192. Pawan9907135559
193. Ritesh9977160886
194. Sumit9893020200
195. Abhinav9827047480
196. Krishna8871712240
197. Divesh9301680479
198. Durjey9425955320
199. Rajesh9826709025
200. Gyan9827528287
201. Girish9302101236
202. Anurag9425056404
203. B Shashtri9926072275
204. Som9425053295
205. Kulbhushan8269018788
206. Anshul9753566777
207. Nishank9977883070
208. Sankalp9713773594
209. Shubham8109885148
210. Sourabh9009007622
211. Remi9425061732
212. Ashutosh9425066311
213. P.Hasija9425124982
214. Priyank9630082293
215. Satish8982204161
216. Golu9584318006
Your Name :
Mobile No. :
Register
(Add Only If You Are AnIndore Resident Or Near By Indore.)
www.achhiblog.blogspot.in
Kasam to mai tor dun, Sitam mai bhool jaun, Wada nibhana mazhar ka Iman hai
Muddato Intezar kiya
unke Wafao ka
Tab ja k Sunai hai
Bewafai ki saja
Unse kiye Wada
Nivane ka Waqt
Aa gaya hai,
Shukr hi tera khuda
intezar pura hua.
Kasam to tor bhi dun
sitam bhool sakta hoon,
Wada Nibhana he
Mazhar ka Imaan hai.
Wednesday 09 March 2016
® MD Mazhar Nesar
www.achhiblog.blogspot.in
Doodh se bhi jeyada safed?Samandar se bhi gahra?
Hiqayat :
Ek Aurat Hamesha
Apne Ghar Waalo Ke Liye Roti Pakaati Tou Ek Roti Khidki Ke Bahar Rakh Deti,
Yeh Soch Kar Ki Koi Bhuka Faqir Aayega Tou Ye Roti Utha Kar LeJayega Aur Dua Dega.
Jab Woh Aurat Khidki Par Roti Rakhti Tou Ek Faqir Waha Par Aata
Aur Uss Roti Ko UthaKar Chal Deta. Aur Bolte Jaata Ki
“Jo Tum Bura Karoge Woh Tumhare Saath Rahega
Aur Jo Tum Accha Karoge Woh Tum Tak Laut Aayega”
Din Guzarte Gaye
Aur Ye Silsila Chalta Raha,
Woh Faqir Roti Le Kar chsls Jata
Aur Yehi Baat Bad-badata.
Jab Uss Aurat Ko Iss Faqir Ki
Harkat Se Taklif Hone Lagi,
Aur Aurat Khyayal Karti Ki
Kaisa Faqir Hai Jo Shukriya
Ke Lafz Nahi Bolta
aur Naa Hr Dua Deta
Aur Kuch Ulta Sidha He
Bad-badata Chal Deta Hai!!!
Iska Kiya Matlab Hoga!!
Ek Din Uss Aurat Ke
Gusse Ka Koi Thikana Na Raha
Aur Usne Mann Hee Mann
Soch Liya Ki Iss Faqir Se
Nijat Paani Hai.
Aur Iss Iraade Se Usne
Faqir Waali Roti Me
Zaher Mila Diya.
Par Jab Woh Khidki Par
Woh Roti Rakhne Gai
Ki Uska Zameer Jaag Utha
Aur Bolne Lagi Ki Yeh Woh Kaisi Harkat Karne Ja Rahi Hai!!
Kisi Garib Ki Jaan Lena Chahti Hai!!
Bas Yeh Soch Kar Usne
Zaher Waali Roti Jaala Di
Aur Phir Se Achchi Roti
Banaa Kar Khidki Par Rakh Di.
Aur Woh Faqir Aaya
Aur Roti Utha Kar Wahi Baat Bad-badate Jane Laga
Ke, “Jo Tum Bura Karoge
Woh Tumhare Saath Rahega
Aur Jo Tum Achcha Karoge
Woh Tum Tak Laut Aayega
Har Roz
Jab Woh Aurat Khidki Par
Roti Rakhti Tou Woh Apne Ek Khoye Huwe Bete Ki Salamati Ki Dua Karti,
Isi Ummid Se Woh Roti Rakhti Ki
Jo Barso Pehle Uska Beta Kho Gaya Tha
Woh Wapas Ghar Par Aajaye.
Aur Arso Se Ab Tak Koi Uski Khabar Nahi Thi.
Ussi Roz Shaam Ko
Kisi Ne Darwaze Par Dastak Di,
Jab Uss Aurat Ne Darwaza Khola
Tou Usne Apne Bete Ko Paya.
Magar Beta Bahot Kamzor
Aur Chalne Ke Laaik Na Tha.
Behad Hee Dubla-Patla
Aur Taqat Se Khali Tha,
Bhuk Se Uski Haalat Kharab Hoti Ja Rahi Thi.
Jaise He Usne Apni Maa Ko Dekha To Bola Ki Maa Ye Ek Karaamat Hee Hai Ki Me Aaj Zinda Hu.
Kuch Meel Door Meri Haalat Bhuk Se Itni Khasta Thi
Ki Mai Ek Kadam Bhi Chal Nahi Paa Raha Tha.
Naa Waha Koi Insaani Aabadi Thi
Naa Kuch Khane Pine Ko.
Agar Aise Hee Chalta To Wahi Par Marr Jaata.
Par Waha Se Ek Faqir Ka Guzar Huwa,
Jisne Meri Haalat Par Taras Khai
Aur Usne Apne Thaile Se
Ek Roti Nikaal Kar Mujhe Khilai
Aur Bola Ki Roz To Ye Roti Mai Hee Khata Hu,
Par Aaj Iski Zaroorat Mujse Ziyada Tujhe Hai,
Ise Kha Le.
Bas Wahi Roti Kha Kar Mujhe Apne Ghar Tak Pahuchne Ki
Taqat Mili Aur Yaha Tak Pahuch Saka.
Jaise Hi
Maa Ne Iss Baat Ko Suna
Ki Uska Chehra Pila Pad Gaya
Aur Apne Aap Ko Sahara Dene
Darwaze Par Haath Rakh Diya
Aur Sochne Laagi
Ki Mere Bete Ko Jisne Roti Di
Woh Faqir Agar Wahi Tha
Jo Meri Khidki Se Roti Le Jaata
Aur Kehta Ki
“Jo Tum Bura Karoge
Woh Tumhare Saath Rahega
Aur Jo Tum Accha Karoge Woh Tum Tak Laut Aayega”.
Agar Wahi Faqir Tha To
Aaj Mai Kiya Karne Ja Rahi Thi..?
Aaj Tou Maine
Uss Faqir Ke Liye Zaher Waali Roti Rakh Di Thi,
Agar Woh Roti Me Wapas Nahi Leti To Wahi Roti Woh Faqir Anjane Mei Mere Hi Bete Ko De Deta
Aur Mera Beta Wahi Par Marr Jata!!
Yeh Soch Woh Khub Roi
Aur Sharminda Huwi
Apni bure sonch par.
Aur Usse Faqir Ke Lafzo Se Taklif Hoti Thi
Woh Bhi Samaj Me Aagaya
Ki Beshaq “
Jo Tum Bura Karoge
Woh Tumhare Saath Rahega
Aur Jo Tum Accha Karoge
Woh Tum Tak Laut Aayega”.
~°~°~°~°~°~°~
Azeez Dosto Shayad Yeh Wakiya Ek Khayali Baat Hee Ho,
Lekin Ye
Intehayi Haqiqat Hai Ke, Hamare Bure Amaal Hamare Sath Hee Rahenge
Aur Hamare Acche Amaal
Hum Tak Jarur Lout Aayenge.
Lihaza Hamesha Accha Karo,
Aur Accha Karne Se
Apne Aap Ko Naa Roko,
Phir Chahe Bhale
Uss Waqt Na Koi Taarif Karne Waala Ho
Naa Koi Dekhne Waala.
Allah Taala Hume Amal Ki Toufiq De .
Aameen suma Aameen ya Rabul Aalameen
Ham sabko Insaniyat ka Rasta dikha
ya rabbul aalemeen Ham sabko aun logo k rasto se door rakgna
jinke upat tune apna gajab dhaya
®Zeba Shaikh
Rajeshthan
mera dil kuchh istatah se paththar ho gaya hai
mera DIL kuchh is tarah se
paththa ho gaya hai,
Na koi chheni ka Ashar hoga
Na kisi Hathode ka,
es Baat ka bas ek he sabab hi,
mai SHANAM banne ka
saukhin He nahi,
Mai wo chattan hoon
jise doobne ka Dar nahi
par saukh rakhta hoon
Bare se Bare lahro k
ghamand torne ka.
doobne ka dar to
us kasti ko hota hi jisme chhed ho,
Mai itna kathod hoon k
mujhe kuchh asar he nahi hota,
Doobne ko to mai doob he jaunga,
Lekin Tod dunga Ghamand tere Rahbar ka,",
Shanam=paththar ka butt
(paththar ka khuda/Bhagwan)
Monday 7th March 2016
® MD Mazhar Nesar
www.achhiblog.blogspot.in
Hamara rista he nadi k do kinaro ki tarah hai
hota agar mumkin tere yado par pahra laga deta
Hota Agar Mumkin
Tere Naam ki Yaado pe
bhi pahra laga deta,
dil ki to baat he chhoro
tujhe dimaag par bhi
chaane nahi deta,
Aye Fareb sakhs teri
fareb mujhe aisi khali,
Ab Tere Naam se bhi
Boo Aati hai Bewafai ka
Apne Har Lafz Mein Qehar Rakhte Hai Hum,
Rahe Khamosh To Bhi Asar Rakhte Hai Hum,
mujhse behtar
mera dil janta hai,
mujhe jeenay ke liye
Ab sanso ki zarurat he hain.
Friday 4rth March 2016
® MD Mazhar Nesar
usne khud apne Nabj ko Apne he Hatho katal kiya
Ek Aashiyana Jo Dil
Ne Basana Chaha,
unke Sare Apno Ne
Use Mitana Chaha,
Wo Jane Q Humse
Door Hote Chle Gaye,
Jise Hamne Sirf
Apna Banana Chaha.
usne khud apne Nabj
ko
Apne he Hatho katal kiya,
Ab Dil Afsurda hua hi
to kashoor kiska hai.
Wo Meri bhi Nahi hui
wo khud ki bhi nahi hui,
mujhe barbad kiya usne
Aur khud ko bhi mita diya.
kah diya tu meri Jindagi hai
Jazbaat me aa k.
Aye Naseeb mujhe tujhse gila
nahi,
Tu bhi to kisi k Hukm ki jaal me ho.
jis tarah Mere he hathon par
mera Naseeb likhi hai,
Aur meri he taqdeer par
mera bas nahi chalta.
ek baat ki khabar to in lakiro ko bhi nahi hai,
Mere Naseeb me khuda ne Dar likha kitna
Jab bhi kabhi Dard
paimane se chalakta hi,
Aye Naseeb tujhse
gila karta hoon,
Tujhse mai Nafrat to
nahi karta,
hojaye Dard ka bojh thora kam,
is liye ro-ro ke tujhse sunata hoon.
Aye Dard mujhe tujhse
koi sikayat he nahi,
Q ki hui hai musallat khuda k hukm se
Aur khuda kisi par julm nahi karta,
Ye mere He kisi Gunaho ka saja hoga,
yaa RAB-UL-ZALAL teri Har imteha
k kabil nahi hoon mai,
Mujhe is trah Dard se Wabasta na kar,
Ya RAB Tujhse sikayat
karu to karu kaise,
Tune Aaj tak kisi par
julm kiya he nahi
Wednesday 2nd March 2016
® MD Mazhar Nesar
Aaj rone ko
dil karta hai,
sab bhool jane ko
dil karta hai.
Ye duniya satati hai
uske naam se,
tabhi to namonisha
mitane ko dil karta hai.
Sayari hamari
har raaz khol deti hai,
Khamoshi hamari har
baat bol detihai.
Lekin 1 shikayat hai
duniya k un Logo se,
Jo DIL ke jazbaat bhi
paiso se tol deti hai.
28 Feb 2016
® MD Mazhar Nesar
kal subah dushmano ne
youn toot k yaad kiya,
ek parosi ne bachaliya
warna jaan gale me thaa.
Aye kagaz kalam
bas tu he ek sahara hai;
Warna apno ne har aza ko
Taras he diya chaku k nokh se.
Tu he to hai jo sunta bhi hi
Aur sor bhi nahi karta,
Ro leta hoon mokammal
aur dil par jor nahi parta.
jab bhi dekha Ab
dard chalak jayega,
Utar deta hoon tujhpar
cheekh bhi leta hoon
Aur Awaz bhi nahi hota.
® MD Mazhar Nesar
Thursday 18 February 2016
sawanrna he tha unko to apne rooh ko sawanrti!
Wo dosti k sokin nikle
is liye maine unke he
dosto se dosti karlee,
kuchh to baat hai uske lehjo me usne kaha mat jiyo fhoolo ki tarah,
Tab se mera dil patthar ho gaya ek muddat se tasver nahi tha
Mere dil me unka,
Aaj mile bhi to dekhne k
kabil nahi hai wo.
® MD Mazhar Nesar
16 february 2016
Ajab Tamasha Bana Diya Mere Safar-e-Mohabbat Ne,
Na Manzil Mili Na Sard Mausam Se Bachne Ka Thikana he mayssar hua
Dekha nahi shayad abhi
tune zamany ko mazhar,
log Neqiyo me doob k bhi
gunahe Azeem karte hai.
Parda Dil ka ho jaye
utna he bahot hai,
warna Naqab me
bhi hote hai
esare mohabbat k
17-Feb-2016
® MD Mazhar Nesar
15/02/2016
® MD Mazhar Nesar
Achha hua usne Tod diya
apne dil se
mere yaado ka tilashm,
Warna mai nadano ki tarah
fikr kiya karta tha.
Achha hua usne mujhe
naseeb par taal diya,
kushi hai k khush hai
wo apne peyar k sath.
uss sakhs ko apne dil me
thori si jagah keya de dediya,
usne mere jism ko
Dard ka samandar bana diya.
bacha na saka teri azao ko,
Chhupa na saka Abr se
teri wabao ko
Rah gayi kosise Adhoori mazhar,
Ab muntazir baitha hoon
asar ayega duao ka
____________________________
Rait ki wazood hi tera
Isliye is jahan se door
tera ghar banaya tha,
Lekin tu chal pari
us sahar ki taraf
Jo barso se
Aandhiyon ki nagri hi.
________________________
Abhi Sazish Ka Mousam Hai,
Abhi Tum Odh lo chadar.
Jahan Aandhi Ka Charcha Hai
Wahan Tum Rait Jaisy Ho...
__________________________
Maine Apni Izzat ki Odha di chadar
Jab bhi kisi Abr (quahar dhane wali ghataye) ko ate dekha,
Nadan tu to zishm farosh nikli
Ab tere hasti ko mitne se nachayega kon¿
13/02/2016
® Md Mazhar Nesar
jinke dilo me peyar hai wo bate sare jahan me, Mere paas jo cheej hai uska koi talabgar he nahi
jinke dilo me peyar hai
wo bate sare jahan me,
Mere paas jo cheej hai
uska koi talabgar he nahi
14 Feb 2016
I Wish to All Happy Couples
for Happy Valentine Day
Apne zindagi me
her insaan ko Ahmiyat na de,
kyoki jo achhe honge wo sath denge
jo bure honge wo Nasoor ban jayenge.
insan k jishm me sirf 1 Dil hota hi
jiske afsurda hone k baad duniya fani hai,
Momino ka paak dil jannat hi
is liye ALLAH kahta hai
mai tumhare dil se bhi karib hoon
is liye Dil ko paak rakho
log aap k dilo me ghar banate rahenge.
Hindu dharm me Dil ko mandir kaha gaya hai.
Aur 1 Mandir me Do khuda nahi hota
Kisi ka dil
todne ka tassawur bhi na kare
Q ki toota hua dil
kisi bhi kaam ka nahi hota
Riste me samjhota na kare
Q ki samjhota baar baar tutta hi
Aur dil 1 bar he tut jaye to kafi hi
Kisi k DIL k Aah se bache
Q ki Dua ka Conaction Dil se hi
isi baat par mujhe
IQUABAL ka ser yaad aa gaya
Hai Iquabal
Tera yaad aa he gaya
jab bhi Naam-e-Duha Aaya.
Dil se jo Aah nikalti hai
Asar rakhti hai,
Hai nahi quate Parwaz
magar rakhti hi.
Na chhuo mujhe
warna chhalk jaunga,
muddat se palko me
chhup k baitha hoon
.
rahta hoon door apno se
1 Zamane se,
Q ki diya hai Dard Apno ne
he virasat me.
By» www.achhiblog.blogspot.in
® MD Mazhar Nesar
14/02/2016टूटे हुए सपनो और छुटे हुए अपनों ने मार दिया
टूटे हुए सपनो
और छुटे हुए अपनों ने मार दिया
वरना
ख़ुशी खुद हमसे मुस्कुराना
सिखने आया करती थी.
Meri Wafao Ka Sila
Meri Sogaat Hai Baaki,
Mere Har Dard Ka Badla
Meri Muskaan Hai Baaki,
Jo Mujhse Sunayi Na Gayi
Wo Baat Hai Baaki,
Mere Zakhm E Nasur Ka
Ilaaj Hai Baaki,
Mere Es Dil Ki
Abhi Ek Aah Hai Baaki,
Ashko Se Abhi Mere Aana
Ek Sailaab Hai Baaki,
Batana Sab Logo Ko
Ek Raaz Hai Baaki,
Zindagi Thi Mukhtasar
Magar Saans Hai Baaki,
Pura Hona Mera Abhi
Ek Khawab Hai Baaki,
Thodi Si Justajoo
Thodi Hajaat Hai Baaki,
Khamosh Hai Lab Lekin
Alfaaz Hai Baaki,
Khud Ka Pata Nahi
Par Jazbaat Hai Baaki.
Join The Community